Monday, July 27, 2009

Doorie

humare ankhen apki yadoon mein mashgul hai
humara nam apke nam se mashoor hai
par yeh dil bhi kya kare
jo apse doori banye rakh ne ko majboor hai

Saath

aapka saath mila hume toh ye saara sansar kya hai
aap hi nahi toh is sansar ki ehmiyat kya hai...